Dakshin Kannada District, Bantwal taluka ke Kolatta Majluru mein Sangh Parivar ke Gundon ke haathon shaheed hue Abdul Raheem sahab ke ghar jaakar, unke khandan se taʼziyat ki gayi.
Riyasati hukumat se yeh mutaliba hai ke is qatl ki tahqiqat ke liye ek IPS afsar ki qiyadat mein ek SIT (Special Investigation Team) banayi jaye. Bajpe mein farqawarana nafrat bharey taqreerein karke qatl ke liye uksane walon ko is qatl ka mulzim banaya jaye.
Abdul Raheem ke khandan ko 50 lakh rupay ka muawza diya jaye.
Qatl ki koshish mein shadeed zakhmi ho kar hospital mein daakhil Kalandar Shafi sahab ke ilaaj ka sara kharcha hukumat uthaaye, aur unke khandan ko 10 lakh rupay ka muawza faraham kiya jaye.
Social Democratic Party of India – Karnataka
~عبد المجيد,ریاستی صدر ایس ڈی پی آئی کرناٹکhttps://www.facebook.com/share/p/1K6h82tzTJ/
~ಅಬ್ದುಲ್ ಮಜೀದ್,ರಾಜ್ಯಾಧ್ಯಕ್ಷರು, SDPI ಕರ್ನಾಟಕ SDPIKarnataka #DJHalli #KGHalli
For Politics of DIGNITY MEMBERSHIP CAMPAIGN 10 ΜΑΥ 2026 ΤΟ 25 MAY2026 SCAN OR LOG…
SDPI ಸೇರಿರಿ 10 ΜΑΥ 2026 ΤΟ 25 MAY 2026 ಸದಸ್ಯತ್ವ ಅಭಿಯಾನ SCAN OR LOG IN…
~ABDUL MAJEED,State President, SDPI Karnataka SDPIKarnataka #davangere #ByElection #HijabBanRow