November 9
SDPI, URDU Ko Aik Zuban Nahi, Ek Tahreek, Ek Movement Samajhti Hai.
Social Democratic Party of India (SDPI) puri qaum ko Yawm-e-Urdu (9 November) ke moqe par dil se mubarakbaad pesh karti hai. Urdu woh zubaan hai jo sirf alfaaz ka majmua nahi, balki insaf, mohabbat aur insaniyat ka paigham hai. Ye zubaan tafreek nahi, milaap ka zariya hai aur SDPI ka paigham bhi wahi hai: Ikhtilaf ke beach insaf aur ittehad ka paigham. Aaj jab zubaano ko bhi siyasat ka hissa bana diya gaya hai,
“Urdu humari tahzeeb ka zinda wajood hai, aur SDPI us tahzeeb ka siyasi parcham.”
Aaiye, is Urdu Day par hum wada karein ke hum apni zubaan, apni pehchaan, aur apne insaf ke jazbe kokabhi kamzor nahi hone denge.
Urdu Zindabad – SDPI Zindabad Insaf aur Tahzeeb – Dono Saath Saath
~Abdul Hannan,
State Vice President, SDPI Karnataka
ಸಕಾರಾತ್ಮಕ ಹೆಜ್ಜೆ 18 ನೇ ವರ್ಷಕ್ಕೆ SDPI ಸಂಸ್ಥಾಪನಾ ದಿನಾಚರಣೆ SDPI FORMATION DAY SIDDIQ MULKY SWC Member…
ಸಕಾರಾತ್ಮಕ ಹೆಜ್ಜೆ 18 ನೇ ವರ್ಷಕ್ಕೆ SDPI ಸಂಸ್ಥಾಪನಾ ದಿನಾಚರಣೆ SDPI FORMATION DAY FAIROZE ULLA SHAREEF SWC…
ಸಕಾರಾತ್ಮಕ ಹೆಜ್ಜೆ 18 ನೇ ವರ್ಷಕ್ಕೆ SDPI ಸಂಸ್ಥಾಪನಾ ದಿನಾಚರಣೆ SDPI FORMATION DAY MOHAMMED SIDDIQ SWC Member…
SRC-STATE REPRESENTATIVE COUNCIL 2026 KARNATAKA GREEN PALACE | RAICHUR JUNE 28 2026 EXTENDING A WARM…
SRC-ರಾಜ್ಯ ಪ್ರತಿನಿಧಿ ಸಭೆ 2026 ಕರ್ನಾಟಕ ಗ್ರೀನ್ ಪ್ಯಾಲೆಸ್ ಸಭಾಂಗಣ | ರಾಯಚೂರು । 28 ಜೂನ್ 2026 ಆದರದ…
DISTRICT REPRESENTATIVE COUNCIL | 16 JUNE 2026 | KALLADKA Heartly WELCOME ಆಲ್ಫೋನ್ಸ್ ಫ್ರಾಂಕೋ, SDPI ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ…