SDPI Karnataka ki janib se aur meri zaati taraf se, main Asad Bhai aur tamam ahl-e-khana se is behad takleef-deh aur na-qabil-e-talaafi sanhay par dil ki gehraiyon se ta’ziyat pesh karta hoon.
Allah Ta’ala Faizan ki maghfirat farmaaye, unhein Jannat-ul-Firdous mein aala muqaam ata farmaaye, aur ahl-e-khana ko is azeem sadme ko bardasht karne ki himmat aur sabr ata farmaaye.Aameen.
~ABDUL MAJEED,
State President, SDPI KARNATAKA
ಸೋಶಿಯಲ್ ಡೆಮಾಕ್ರಟಿಕ್ ಪಾರ್ಟಿ ಆಫ್ ಇಂಡಿಯಾ (SDPI) ಪಕ್ಷದ ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ ಪ್ರಧಾನ ಕಾರ್ಯದರ್ಶಿ ಯಾಸ್ಮಿನ್ ಫಾರೂಖಿ ಅವರು, ಪಶ್ಚಿಮ ಏಷ್ಯಾದಲ್ಲಿ…
آج بنگلورو میں سوشیل ڈیموکریٹک پارٹی آف انز ٹی آف انڈیا (SDPI) کی اسٹیٹ کمیٹی…
ಇಂದು ಬೆಂಗಳೂರಿನಲ್ಲಿ ಸೋಶಿಯಲ್ ಡೆಮಾಕ್ರಟಿಕ್ ಪಾರ್ಟಿ ಆಫ್ ಇಂಡಿಯಾ (SDPI) ರಾಜ್ಯ ಸಮಿತಿ ಸದಸ್ಯೆಯಾಗಿದ್ದ ದಿವಂಗತ ಆಯಿಷಾ ಶಬ್ಬಿರ್ ಅವರ…
Aaj Bengaluru mein Social Democratic Party of India (SDPI) ki State Committee Member marhooma Ayesha…