Hyderabad – Bangalore highway par Bangalore ki taraf safar kar rahi aik bus Andhra Pradesh ke Kurnool zila ke Chinna Kote ke qareeb aag ki lapait mein aa gayi, jisme bachon samet 20 afraad ne apni jaan gawadi. Yeh afsoosnaak khabar sunkar dil be-had ghamgeen hai. Main marhoomeen ke ahl-e-khana se dili ta ziyat ka izhar karta hoon.
Khuda Ta’ala se dua hai ke woh marhoomeen ke ghar walon ko apne pyaroon ke kho jane ka gham bardasht karne ki himmat ata kare, aur jo log zakhmi hue hain woh jald sehatyaab ho jayein. Saath hi main hukoomat se appeal karta hoon ke woh mutaasira khandano ko zyada se zyada muawza faraham kare aur unke dukh dard mein madad kare.
~Abdul Hannan,
State Vice President, SDPI Karnataka
ಡಾ|| ಬಾಬಾ ಸಾಹೇಬ್ ಅಂಬೇಡ್ಕರ್ 14 April, 2026 ಜನ್ಮ ದಿನಾಚರಣೆ ಪ್ರಯುಕ್ತ ಸಾಮಾಜಿಕ ನ್ಯಾಯ ದಿನಾಚರಣೆ SOCIAL JUSTICE…
SDPIKarnataka #PressConference
داؤ انگیری کے ضمنی انتخاب کے تناظر میں کانگریس پارٹی کی جانب سے اپنے ہی…
Davanagere by-election ke tanazur mein Congress party ki taraf se apne hi baghi leaders par…
In the context of the Davanagere by-election, the Congress party's allegation that its own rebel…
ದಾವಣಗೆರೆ ಉಪಚುನಾವಣೆಯ ಹಿನ್ನೆಲೆದಲ್ಲಿ ಕಾಂಗ್ರೆಸ್ ಪಕ್ಷವು ತನ್ನದೇ ಪಕ್ಷದ ಬಂಡಾಯ ನಾಯಕರ ಮೇಲೆ SDPI ಹಣಕಾಸು ಸಹಾಯ ಪಡೆದಿದ್ದಾರೆ ಎಂಬ…