SDPI Karnataka ki janib se aur meri zaati taraf se, main Asad Bhai aur tamam ahl-e-khana se is behad takleef-deh aur na-qabil-e-talaafi sanhay par dil ki gehraiyon se ta’ziyat pesh karta hoon.
Allah Ta’ala Faizan ki maghfirat farmaaye, unhein Jannat-ul-Firdous mein aala muqaam ata farmaaye, aur ahl-e-khana ko is azeem sadme ko bardasht karne ki himmat aur sabr ata farmaaye.Aameen.
~ABDUL MAJEED,
State President, SDPI KARNATAKA
ಜೈಪುರದಲ್ಲಿ ಸರ್ಕಾರಿ ಶಾಲಾ ತಪಾಸಣೆಗೆ ತೆರಳಿದ್ದ ತಂಡದ ಮೇಲೆ ದಾಳಿ ಖಂಡನೀಯ: ನ್ಯಾಯಾಂಗ ತನಿಖೆ ನಡೆಸಿ ತಪ್ಪಿತಸ್ಥರ ವಿರುದ್ಧ ಕಠಿಣ…