ನವೆಂಬರ್ 09
World Urdu Day
عالمي يوم اردو
Urdu sirf ek zubaan nahi, balki hamari tehzeeb, hamari pehchaan, hamari tareekh aur hamare mushtarka virse ki alamat hai. Urdu ne mohabbat, bhaichare, ilm-o-adab aur qaumi yakjehti ko farogh dene mein numaya kirdar ada kiya hai. Aaiye! Urdu zubaan ki hifazat, iski taraqqi aur iske farogh ko apni mushtarka zimmedari samjhein aur nai nasal ko Urdu ke ilm-o-adab ke azeem sarmaye se jodein. Urdu Zindabad! Ganga-Jamuni Tehzeeb Paindabad!
Nek tamannaon ke saath
Abdul Majeed
President, SDPI Karnataka
